Wednesday, July 15, 2009

Urdu Poetry

Aankhoon Main
Bas gaya maira dil un khushgawar Aankhoon main
milli jo un se nazer bana mizar Aankhoon main
Tuwaff kerti jo rehti thi Char soo Sab ka
phir na koi basa in beqarar Aankhoon main
Wo maghrabi tahzeeb main mashraqi gharan thi
yeah hi thi sharam-o-haya in hazar Aankhoon main
buhat Talash kia rah-e-wafa main yaro
milla wo na khuda un sougwar Aankhoon main
ab yeah jaan ker Ali main nahi likhta
wo jhank le na kahien in ghunahgar Aankhoon main

Ajj Mosahm nain dee jashn-e-Baharan ki Khaber


Aaj mousam ne dee jashan-e-muhabbat ki khaber
phoot ker ronay lagay hain main muhabbat aur tum
hum ne joonhi ker liya mehsoos manzil hai kareeb
Rastay khonay lagay hain main muhabbat aur tum
chand ki kirnoon ne hum ko is tarah bhoosa diya
deevata honay lagay hain main muhabbat aur tum
Aaj phir mehroomioon ki dastan Orde ker
Khak main sonay lagay hain main muhabbat aur tum
kho gay andaz bhi, Awaz bhi , Alfaz bhi
khamoshi dhoondnay lagay hain main muhabbat aur tum

2 comments:

kanishk said...

wow......its amazed pottery .....


Work From Home

Anonymous said...

really very nice poetry,i really like it.

Post a Comment